Wednesday 1 April 2015

Aadat si ho gai h ab to

Dard sahne ki kuch yu aadat si ho gai h ab to...
ki...
Ab dard naa mile to...
Dard sa hota h...

Bachpan ke wo din

Neend to bachpan me aati thi...
Ab to thak kar so jate h....